Kab tujhe zindagi se jod liya

Kab tujhe zindagi se jod liya
Lyrics
Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi hamko kuchh pata naa chala
Kab tujhe khud pe humne odh liya
Ajnabi hamko kuchh pata naa chala
Tere liye hai mere jism-o-jaan
Tere liye hai mere shaam-subah
Teri chahat ne meri zindagi sajayi hai
Dil ke virane mein chhupke se bahar aayi hai
Kab hasin zindagi ne mod liya
Ajnabi hamko kuchh pata naa chala
Jiski khwaish thi humein, tune ab woh sab di hai